![]() |
| Kho Gaye Hum Kahan Mp3 Download & Lyrics – Baar Baar Dekho | Jasleen Royal, Prateek Kuhad, www.Mr-yadav.in |
Kho Gaye Hum Kahan from Baar Baar Dekho
A beautiful duet sung by Jasleen Kaur Royal and Prateek Kuhad starring Katrina Kaif and Sidharth Malhotra.
Singer: Jasleen Royal, Prateek Kuhad
Music: Jasleen Kaur Royal
Lyrics: Prateek Kuhad
Star Cast: Sidharth Malhotra, Katrina Kaif
Music Label: Zee Music Company
Music: Jasleen Kaur Royal
Lyrics: Prateek Kuhad
Star Cast: Sidharth Malhotra, Katrina Kaif
Music Label: Zee Music Company
Kho Gaye Hum Kahan Lyrics
Rooh se behti hui dhun ye ishare de
Kuch mere raaz tere raaz aawara se
Kuch mere raaz tere raaz aawara se
Kho gaye hum kahan
Rangon sa ye jahan (x2)
Rangon sa ye jahan (x2)
Tedhe-medhe raaste hain
Jaadui imaaratein hain
Main bhi hoon
Tu bhi hai yahan.
Jaadui imaaratein hain
Main bhi hoon
Tu bhi hai yahan.
Khoyi soyi sadko pe
Sitaron ke kandhon pe
Hum naachte udte hain yahan....
Sitaron ke kandhon pe
Hum naachte udte hain yahan....
Kho gaye hum kahan
Rangon sa ye jahan (x2
Rangon sa ye jahan (x2
O oo…
So gayi hain ye saansein sabhi
Adhoori si hai kahaani meri...
Adhoori si hai kahaani meri...
Phisal jaayein bhi toh darr na koi
Ruk jaane ki zaroorat nahi...
Ruk jaane ki zaroorat nahi...
Kaagaz ke parde hain
Taale hain darwazon pe
Paani mein doobe huve
Khwaab alfazon ke...
Taale hain darwazon pe
Paani mein doobe huve
Khwaab alfazon ke...
Kho gaye hum kahan
Rangon sa ye jahan (x2)
Rangon sa ye jahan (x2)
Tedhe-medhe raaste hain
Jaadui imaratein hain
Main bhi hoon
Tu bhi hai yahan.....
Jaadui imaratein hain
Main bhi hoon
Tu bhi hai yahan.....
Khoyi-soyi sadko pe
Sitaron ke kandhon pe
Hum naachte udte hain yahan...
Sitaron ke kandhon pe
Hum naachte udte hain yahan...
Oo… hmm…

0 Komentar